Apka Faida

Rs 35000
Full time kaam kar kay araam sey le jayen!

Rs 1500
Doston ko refer kar kay izaafi paise kamayen!
Abdullah Khan
“foodpanda ki sab sey achi baat hai kay main uss area mein kaam kar paata hun jahan pe mera ghar hai aur loug mere jannay walay hain ek family ki tarah. Apni income sey main khush hun aur doston ko refer bhi karta hun.”

1
Sheher select kar kay details fill karein.
2
Registration kay liye area select ya office visit karein.
3
Apna samaan collect kar kay kaam shuru karen!
Mazeed
faide
Accha Saman: Samaan, jo kaam mein asaani paida karey!
Flexibility- Apna kaam ka waqat khud muntakhib karny ki!
Team events- yahan sab ek community hain!
Kuch cheezun
ki zarurat hogi
An iPhone 4s (or newer) yah Android phone (4.2. or newer) version
Motorcycle + Driving Licence
CNIC + Jazz Cash Account
18+ years age